Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyar Mohabbat (1966)
HomePyar Mohabbat (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap naraaz khuda khair kare naaz e andaaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare aap naraaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare humne bulaaya to na aaye aap mere saaye se bhi katraaye aap aakhir to koi baat hai mujh mein aaj jo paas chale aaye aap humne bulaaya to na aaye aap mere saaye se bhi katraaye aap aakhir to koi baat hai mujh mein aaj jo paas chale aaye aap aap naraaz khuda khair kare naaz e andaaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare aap achchhe lage mujh ko huzoor mere dil ka hai bus yahi kusoor iske liye na lee je meri jaan aur koi saja di je jaroor aap achchhe lage mujh ko huzoor mere dil ka hai bus yahi kusoor iske liye na lee je meri jaan aur koi saja di je jaroor aap naraaz khuda khair kare naaz e andaaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare aap ke pyaar ka sahara tha warna duniya mein kya hamara
deeeekho ha ha ha ha ha deeeekho ha ha ha ha dekho dekho madam suno jo keh chale hum hai cheez sabse badhiya hai naam jiska lolipop dekho dekho madam suno jo keh chale hum hai cheez sabse badhiya hai naam jiska lolipop dekho dekho gori buri hai dil ki chori churaogi jo dil padega bandh jaana dekho dekho gori buri hai dil ki chori churaogi jo dil padega bandh jaana dekho dekho gori maana haseen maana jawaan aapka hai saara jahaan apna bhalaa kya hai yahaan chhota sa dil nanhi si jaan pap pap pam pam pam pam pam pam pam pam pam pam pam pam dekho dekho madam suno jo keh chale hum hai cheez sabse badhiya hai naam jiska lolipop dekho dekho gori buri hai dil ki chori churaogi jo dil padega bandh jaana dekho dekho gori tann ke jo tum guzre abhi sajde mein thi ye zindagi mausam ne yun angdaayi li pal mein bahaar aayi gayi tarrr ram pap pap pam pam pam pam pam pam pam pam pam dekho dekho gori buri hai dil ki chori churaogi jo dil padega bandh jaana dekho dekho madam suno jo
hello hello sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare sun sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare kitna haseen hain aaj ka mausam main to sajji hoon aa mere baalam kitna haseen hain aaj ka mausam main to sajji hoon aa mere baalam dil ki tadap ko tu kya jaane haaye kahun kya dil ka aalam hello hello aa bhi jaa mere dil sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare juhu ke kinaare aa ke milenge mil ke wahaan se door chalenge juhu ke kinaare aa ke milenge mil ke wahaan se door chalenge dekh ke apna pyaar muhabbat jalne waale aur jalenge hello hello yaad rakhna jaldi aana sun sun sun re balam dil tujh ko pukaare chal chal chal chal re balam dil tujh ko pukaare chaand sitaare kar ke ishaare teer humare dil mein utare tu jo nahin to jeevan soona tere dam se saari bahaaren hello hello tumse pyaar hai sach kehti hoon sun sun sun re balam
husn ko chaand jawaani ko kanwal kehte hain koi surat nazar aaye to gazal kehte hein hodri saadri aadri aadri aadri aadri aana mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi ho mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi gulshan ke angin phoolon mein phool sa ye albela chehra duniya bhar ke hasin chehron mein sabse alag akela chehra sabse alag akela chehra aaj wo mere saamne hai jinse tabiyat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi aladpan ala masti unki us par unka ye bholapan rukhsat se pehle milte ho jaise jawaani aur ladakpan jaise jawaani aur ladakpan hum hi hum hain jab se humein pyaar ki daulat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi usne kaha dil hai to laao hum ne kaha jaan bhi haazir
husn ko chaand jawaani ko kanwal kehte hain koi soorat nazar aaye to ghazal kehte hain ho tirsa triya triya triya triya triyana haaye mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi hoye mil gayi mil gayi ho mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi gulshan ke angin phoolon mein phool sa ye albela chehra duniyaa bhar ke hanseen chehron mein sabse alag akela chehra sabse alag akela chehra aaj wo mere saamne hai jinse tabiyat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi alladpan allmasti unki uss par unka ye bholapan rukhsat se pehle milte ho jaise jawanni aur ladakpan jaise jawanni aur ladakpan hum hi hum hain jab se humen pyaar ki daulat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se fursat mil gayi hoye mil gayi hoye mil gayi haaye mil gayi re mujhko muhabbat mil gayi ussne kaha dil hai to laao
hurreee hurreeee hurreee hurreeee pyaar muhabbat pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi hey aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi jo tumne kiya jo humne kiya wo jaane do jaane do jo tumse hua jo humse hua wo jaane do jaane do do din ki jawaani hai ye jhagde jaane do haan jaane do aa jaao humare pass aur gila jaane do jaane do pyaar muhabbat pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi hurreee hurreeee hurreee hurreeee tufaan mein khili aashaa ki kali ab ghum kya hai ghum kya hai hum ek huye manzil bhi mili ab ghum kya hai ghum kya hai ik dil ki lagi
humne tumko dil diya tumne usse tadpa diya humne tumse kya kiya aur tumne humse kya kiya sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai ki aankhon mein teri muravvat nahin hai badi bemuravvat hai duniya ki mehfil yahan humne dekha mohabbat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai lagi aag dil mein sulagte rahe hum zubaan tak na kholi tadapte rahe hum lagi aag dil mein sulagte rahe hum zubaan tak na kholi tadapte rahe hum magar humne seekha hai khamosh rehna mohabbat hai koi tijarat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai kiye the kisi ne mohabbat ke waade falak se bhi oonche the jiske iraade kiye the kisi ne mohabbat ke waade falak se bhi oonche the jiske iraade magar aise badle wo jaan dene waale ki do baat sun ne ki fursat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai ki aankhon mein teri muravvat nahin hai badi bemuravvat hai duniya ki mehfil yahaan humne dekha mohabbat nahin hai sabhi kuchh hai tujh mein magar ye kami hai
tere siwa kaun hai mera maine apna jaan ke dil tujhe diya maine apna jaan ke dil tujhe diya tere siwa tu kahe to cheer ke apna dil dikhaaun main tujhse kya chhupa saki tujhse kya chhupaaun main tu kahe to cheer ke apna dil dikhaaun main tujhse kya chhupa saki tujhse kya chhupaaun main jo tha mera ho chuka tera maine apna jaan ke dil tujhe diya tere siwa aaj is tarah na dekh mujhko bedili se tu khel mat o beraham meri zindagi se tu aaj is tarah na dekh mujhko bedili se tu khel mat o beraham meri zindagi se tu baahen badha aa gale lagaa maine apna jaan ke dil tujhe diya tere siwa kaun hai mera maine apna jaan ke dil tujhe diya tere siwa
tujh ko dekh kar noor ullaah hosh kho gaye nasrullaah dil mera chala dil mera chala dil mera chala allaaah aaaa aaaa aaa dil mera chala dil mera chala dil mera chala allaaah aaaa aaaa aaa tujh ko dekh kar noor ullaah hosh kho gaye nasrullaah dil mera chala dil mera chala dil mera chala allaaah khil gaya re mera ye shabaab uth gaya re mera ye naqaab uth gaya re mera ye naqaab haay re ishara tera laajawaab pyaar hua re mujhe behisaab pyaar hua re mujhe behisaab ohh ohh oo oo ohh ohh oo mere paas aa noor ullaah yun re muskura nasrullaah dil mera chala dil mera chala dil mera chala allaaah usko bolun aur kya karun banke shola sulga karun banke shola sulga karun dil jale to shiski bharun dard e dil ko kaise sahun dard e dil ko kaise sahun aaaa aaaa aaaa aaaaa aaa aa aa toone kya kiya noorullaah chain le liya nasrullaah dil mera chala dil mera chala dil mera chala allaaah har nazar teri ek nasha har paree bhi tujh par fida har paree bhi tujh par fida dil tabhi to toone
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Naraaz Khuda Kair Kare Pyar Mohabbat (1966) 05:05 14019
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:05   Song Number : 14019   

Dekho Dekho Madam Pyar Mohabbat (1966) 04:59 14020
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Devid
Duration : 04:59   Song Number : 14020   

Hello Hello Sun Sun Pyar Mohabbat (1966) 03:35 14021
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 03:35   Song Number : 14021   

Mil Gayi Mil Gayi Pyar Mohabbat (1966) 05:55 15603
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 05:55   Song Number : 15603   

Mujhko Muhabbat Mil Gayi Pyar Mohabbat (1966) 06:07 14022
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 06:07   Song Number : 14022   

Pyaar Muhabbat Ke Siva Pyar Mohabbat (1966) 04:04 12441
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sayra Banu
Duration : 04:04   Song Number : 12441   

Sabhi Kuchh Hai Tujh Mein Pyar Mohabbat (1966) 04:19 36962
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 04:19   Song Number : 36962   

Tere Siva Kaun Hai Pyar Mohabbat (1966) 03:41 13585
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
Duration : 03:41   Song Number : 13585   

Tujh Ko Dekh Kar Pyar Mohabbat (1966) 04:42 40038
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 04:42   Song Number : 40038